Ghar Kab Aaoge - Anu Malik/Mithoon.mp3
能正常播放的歌曲才可以下载
[00:00.000] 作词 : Javed Akhtar/Manoj Muntashir[00:01.000] 作曲 : Javed Akhtar/Manoj Muntashir[00:34.804]Sandese aate hain[00:37.264]Humein tadpaate hain[00:40.004]Jo chitthi aati hai[00:42.648]Wo poochhe jaati hai[00:45.374]Ki ghar kab aaoge[00:48.033]Ki ghar kab aaoge[00:50.717]Likho kab aaoge[00:53.525]Ki tum bin ye ghar[00:55.605]Soona, soona hai[00:58.852]Sandese aate hain[01:01.490]Humein tadpaate hain[01:04.277]Jo chitthi aati hai[01:06.890]Wo poochhe jaati hai[01:09.619]Ki ghar kab aaoge?[01:12.278]Ki ghar kab aaoge?[01:15.052]Likho kab aaoge?[01:17.708]Ki tum bin ye dil[01:19.844]Soona, soona hai[01:23.833]···Music···[01:49.950]Ye dil jo barson se[01:52.828]Tha khaali-khaali sa[01:55.499]Kisi ke aane se[01:58.163]Saja Diwali sa[02:03.927]Jage hain darwaaze[02:06.407]Kisi ki aahat se[02:09.112]Savera hota hai[02:11.832]Kisi ki karvat se[02:17.489]Main sochta karta hoon[02:19.976]Yahi tanhaai mein[02:22.741]Ke chanda utrega[02:25.470]Meri angnaai mein[02:28.145]Naseebon waali ne[02:30.911]Kaan ki baali ne[02:33.649]Chauth ki thaali ne[02:36.468]Aur poochha hai[02:38.727]Mehndi ki laali ne[02:41.884]Ki ghar kab aaoge?[02:44.539]Ki ghar kab aaoge?[02:47.286]Likho kab aaoge?[02:50.066]Ki tum bin ye dil[02:52.261]Soona, soona hai[02:55.615]Sandese aate hain[02:58.169]Humein tadpaate hain[03:00.923]Jo chitthi aati hai[03:03.661]Wo poochhe jaati hai[03:06.434]Ki ghar kab aaoge[03:09.124]Ki ghar kab aaoge[03:11.891]Likho kab aaoge[03:14.568]Ki tum bin ye ghar[03:16.723]Soona, soona hai[03:20.914]···Music···[04:19.542]Ye poochho aankhon ke[04:22.046]Jhalakte paani se[04:24.813]Bichhadte hain koi[04:27.462]Kahaan aasaani se[04:33.078]Main peeche chhod aaya[04:35.587]Duaaein karti maa[04:38.191]Ki usse bhi pyaari[04:40.976]Mujhe ye dharti maa[04:46.560]Kisi ne dheere se[04:49.018]Kaha tha laut aana[04:51.721]Main raasta dekhoongi[04:54.462]Mujhe na tadpaana[04:57.086]Jaagti raaton ne[04:59.767]Ankahi baaton ne[05:02.498]Adhoore vaadon ne[05:05.262]Aur poochha hai[05:07.771]Uski yaadon ne[05:10.880]Ki ghar kab aaoge?[05:13.276]Ki ghar kab aaoge?[05:15.960]Likho kab aaoge?[05:18.699]Ki tum bin ye dil[05:20.915]Soona, soona hai[05:24.993]···Music···[06:02.153]Badi yaad aati hai[06:04.576]Kisi ki raaton mein[06:07.283]Kalaai resham si[06:10.049]Abhi hai haathon mein[06:15.507]Shaayari jaisi wo[06:18.046]Labon pe rehti hai[06:20.749]Mohabbat jaisi wo[06:23.461]Ragon mein behti hai[06:28.984]Jo gudiyon se khele[06:31.502]Wo gudiyaan yaad aayein[06:34.250]Ki baaton-baaton mein[06:36.913]Usi ki baat aaye[06:39.598]Mere dildaaron ne[06:42.384]Gali-bazaaron ne[06:45.057]Ki chitthi-taaron ne[06:47.709]Aur poochha hai[06:49.943]Mere yaaron ne[06:53.051]Ki ghar kab aaoge?[06:55.694]Ki ghar kab aaoge?[06:58.479]Likho kab aaoge?[07:01.181]Ki tum bin ye dil[07:03.301]Soona, soona hai[07:07.274]···Music···[07:34.255]Ae guzarne waali hawa bata[07:39.663]Mera itna kaam karegi kya?[07:45.021]Mujhe chhod ke jo chala gaya[07:50.415]Use dhoondh la[07:55.652]Koi rehguzar ya koi gali[08:01.162]Mujhe aaj tak to nahin mili[08:06.655]Jo mita sake ye faasla[08:12.109]Jo mita sake ye faasla[08:19.905]Meri saari jawaani le gaya[08:25.542]Aur aankh mein paani de gaya[08:31.009]Jise dohraaoonga umr bhar[08:36.332]Wo aisi kahaani de gaya[08:44.669]Ae guzarne waali hawa tujhe[08:49.699]Hai qasam na rula aise mujhe[08:55.252]Main kahaan se laaun wo dil bata[09:00.553]Jisse ho qubool ye alvida[09:08.507]Main wapas aaunga[09:10.914]Main wapas aaunga[09:13.560]Phir apne gaon mein[09:16.330]Pyaar ki chhaon mein[09:18.986]Tarasti aankhon se[09:21.615]Kisi ki baahon se[09:24.370]Ke ghar ke raahon se[09:27.052]Kiya jo waada tha wo nibhaunga[09:32.525]Main wapas aaunga[09:35.172]Main wapas aaunga[09:37.829]Main wapas aaunga[09:40.554]Main wapas aaunga
展开