[00:00.000] 作词 : Javed Akhtar/Manoj Muntashir[00:01.000] 作曲 : Javed Akhtar/Manoj Muntashir[00:32.100]Sandese aate hain, humein tadpaate hain[00:39.880]Jo chitthi aati hai, wo poochhe jaati hai[00:45.280]Ki ghar kab aaoge, ki ghar kab aaoge[00:50.610]Likho kab aaoge[00:53.300]Ki tum bin ye ghar soona, soona hai[00:58.740]Sandese aate hain, humein tadpaate hain[01:04.080]Jo chitthi aati hai, wo poochhe jaati hai[01:09.500]Ki ghar kab aaoge? ki ghar kab aaoge?[01:14.860]Likho kab aaoge?[01:17.560]Ki tum bin ye dil soona, soona hai[01:24.070][01:48.160]Ye dil jo barson se tha khaali-khaali sa[01:55.440]Kisi ke aane se saja Diwali sa[02:01.990]Jage hain darwaaze kisi ki aahat se[02:09.100]Savera hota kisi ki karvat se[02:15.630]Main sochta karta hoon yahi tanhaai mein[02:22.760]Ke chanda utrega meri angnaai mein[02:28.160]Naseebon waali ne, kaan ki baali ne, chauth ki thaali ne[02:33.520]Aur poochha hai mehndi ki laali ne[02:41.830]Ki ghar kab aaoge?[02:44.500]Ki ghar kab aaoge?[02:47.170]Likho kab aaoge?[02:49.900]Ki tum bin ye dil soona, soona hai[02:55.410]Sandese aate hain, humein tadpaate hain[03:00.840]Jo chitthi aati hai, wo poochhe jaati hai[03:06.360]Ki ghar kab aaoge, ki ghar kab aaoge[03:11.780]Likho kab aaoge[03:14.470]Ki tum bin ye ghar soona, soona hai[03:20.560][04:18.450]Ye poochho aankhon ke jhalakte paani se[04:24.670]Bichhadte hain koi kahaan aasaani se[04:32.060]Main peeche chhod aaya, duaaein karti maa[04:38.190]Ki usse bhi pyaari, mujhe ye dharti maa[04:45.550]Kisi ne dheere se kaha tha laut aana[04:51.680]Main raasta dekhoongi mujhe na tadpaana[04:57.040]Jaagti raaton ne, ankahi baaton ne, adhoore vaadon ne[05:05.100]Aur poochha hai uski yaadon ne[05:10.970]Ki ghar kab aaoge?[05:13.200]Ki ghar kab aaoge?[05:15.850]Likho kab aaoge?[05:18.570]Ki tum bin ye dil soona, soona hai[05:26.090][06:00.200]Badi yaad aati hai, kisi ki raaton mein[06:07.210]Kalaai resham si, abhi hai haathon mein[06:14.330]Shaayari jaisi wo, labon pe rehti hai[06:20.680]Mohabbat jaisi wo, ragon mein behti hai[06:28.000]Jo gudiyon se khele, wo gudiyaan yaad aayein[06:34.160]Ki baaton-baaton mein usi ki baat aaye[06:39.600]Mere dildaaron ne, gali-bazaaron ne, ki chitthi-taaron ne[06:47.570]Aur poochha hai mere yaaron ne[06:53.200]Ki ghar kab aaoge?[06:55.660]Ki ghar kab aaoge?[06:58.360]Likho kab aaoge?[07:01.030]Ki tum bin ye dil soona, soona hai[07:07.770][07:32.570]Ae guzarne waali hawa bata[07:39.430]Mera itna kaam karegi kya?[07:44.890]Mujhe chhod ke jo chala gaya, use dhoondh la[07:55.340]Koi rehguzar ya koi gali[08:01.110]Mujhe aaj tak to nahin mili[08:06.540]Jo mita sake ye faasla[08:11.960]Jo mita sake ye faasla[08:19.780]Meri saari jawaani le gaya[08:25.430]Aur aankh mein paani de gaya[08:30.770]Jise dohraaoonga umr bhar[08:36.220]Wo aisi kahaani de gaya[08:43.220]Ae guzarne waali hawa tujhe[08:49.550]Hai qasam na rula aise mujhe[08:55.090]Main kahaan se laaun wo dil bata[09:00.390]Jisse ho qubool ye alvida[09:07.940]Main wapas aaunga, main wapas aaunga[09:13.600]Phir apne gaon mein, pyaar ki chhaon mein[09:19.010]Tarasti aankhon se, kisi ki baahon se, ke ghar ke raahon se[09:26.980]Kiya jo waada tha wo nibhaunga[09:32.600]Main wapas aaunga, main wapas aaunga[09:37.720]Main wapas aaunga, main wapas aaunga[09:47.040]